SOCH NA SAKE LYRICS - Airlift | Arijit Singh, Tulsi Kumar

Soch Na Sake Lyrics from Airlift starring Akshay Kumar and Nimrat Kaur - The song is sung by Arijit Singh & Tulsi Kumar. It is an adaptation of B Praak & Hardy Sandhu's SOCH, This one has music produced by Amaal Mallik and lyrics by Kumaar.
Singers: Arijit Singh, Tulsi Kumar
Lyrics: Kumaar
Music: Amaal Mallik
Music Label: T-Series


Soch Na Sake Lyrics

Tenu itna main pyaar karaan
Ik pal vich sau baar karaan
Tu jaave je mainu chhad ke
Maut da intezaar karaan

Ke tere liye duniya chhod di hai
Tujhpe hi saans aake ruke
Main tujhko kitna chahta hoon
Ye tu kabhi soch na sake (x2)

Kuch bhi nahi hai ye jahaan
Tu hai toh hai isme zindagi

Kuch bhi nahi hai ye jahaan
Tu hai toh hai isme zindagi
Ab mujhko jaana hai kahaan
Ke tu hi safar hai aakhiri

Ke tere bina jeena mumkin nahin
Na dena kabhi mujhko tu faasley
Main tujhko kitna chahti hoon
Ye tu kabhi soch na sake

Tere liye duniya chhod di hai
Tujhpe hi saans aake ruke
Main tujhko kitna chahta hoon
Ye tu kabhi soch na sake

Aankhon ki hai yeh khwahishein
Ki chehre se teri na hatein
Neendon mein bas tere
khwabon ne li hai karwatein

Ki teri ore mujhko leke chalein
Ye duniya bhar ke sab raaste
Main tujhko kitna chahta hoon
Ye tu kabhi soch na sake

Tere liye duniya chhod di hai
Tujhpe hi saans aake ruke
Main tujhko kitna chahta hoon
Ye tu kabhi soch na sake

Teri Meri Baatein Lyrics - PIKU | Anupam Roy

Teri Meri Baatein Lyrics from Piku: The song is sung, composed & written by Anupam Roy starring Deepika Padukone, Amitabh Bachchan & Irrfan Khan.
Singer: Anupam Roy
Music: Anupam Roy
Lyrics: Anupam Roy
Music On: Zee Music Company

Teri Meri Baatein Lyrics

Aankhon ki nami
Haan teri meherbaani hai
Thodi si ummeedon se aage
Aisi kahaani hai

Aanchal jo udaa
Haan teri meherbaani hai
Thodi si ummeedon se aage
Aisi kahaani hai

Leharon se hai
Saagar se gehri bhi hai
Ye teri meri baatein
Rulaati bhi hain
Gham mein hansati bhi hai
Ye teri meri baatein
Ye teri meri baatein..

Har saans sunaati hai, tera hi naam
Palko ke chaaon mein, do pal ka aaraam
Kacche ye dhaage hain, kacche hain rang
Chhu loon toh jee bhi loon, kuch tere sang

Leharon se hai
Saagar se gehri bhi hain
Ye teri meri baatein
Rulaati bhi hain
Gham mein hansati bhi hai
Ye teri meri baatein
Ye teri meri baatein..

Main neend bulaata hoon, haathon mein haath
Chaadar ke kone mein, reh jaati baat
Khwabon ki nishaani hai, aasmaan ke paar
Jis raat ke seene mein, chhalka hai pyaar

Aankhon ki nami
Haan teri meherbaani hai
Thodi si ummeedon se aage
Aisi kahaani hai

Aanchal jo udaa
Haan teri meharbaani hai
Thodi si ummeedon se aage
Aisi kahaani hai

Leheron se hai
Saagar se gehri bhi hai
Ye teri meri baatein
Rulaati bhi hain
Gham mein hansati bhi hai
Ye teri meri baatein
Ye teri meri baatein..

PIKU Title Song Lyrics - Sunidhi Chauhan feat. Deepika Padukone

Piku Title Song Lyrics featuring Deepika Padukone: The song is sung by Sunidhi Chauhan, composed by Anupam Roy and written by Manoj Yadav.
Singer: Sunidhi Chauhan
Music: Anupam Roy
Lyrics: Manoj Yadav
Music On: Zee Music Company

Piku Lyrics

Subah ki dhoop pe isi ki dastkhat hai
Isi ki roshni udi jo har taraf hai
Ye lamho ki kuve mein roz jhaankti hai
Ye jaake waqt se hisaab maangti hai
Ye paani hai ye aag hai
Ye khudi likhi kitaab hai
Pyaar ki khuraak si hai Piku!
Subah ki dhoop pe isi ki dastkhat hai

Panna saanson ka palte
Aur likhe unpe mann ki baat re
Lena isko kya kis se
Isko toh bhaaye khudka saath re
Uh oh.. barish ki boond jaise
Sardi ki dhundh jaise
Kaisi paheli iska hal na mile

Kabhi ye aasmaan utaarti hai neeche
Kabhi ye bhaage aise baadalon ke peeche
Isey har dard ghoont jaane ka nasha hai
Karo jo aaye jee mein iska falsafa hai

Ye paani hai ye aag hai
Ye khudi likhi kitaab hai
Ye pyaar ki khuraak si hai Piku!

Mode raahon ke chehre
Isko jaana hota jis ore hai
Aise sargam sunaaye
Khud iske sur hain iske raag re
Uh oh.. roothe toh mirchi jaisi
Hansde toh cheeni jaisi
Kaisi paheli iska hal na mile

Subah ki dhoop pe isi ki dastkhat hai
Isi ki roshni udi jo har taraf hai
Ye lamho ki kuve mein roz jhaankti hai
Ye jaake waqt se hisaab maangti hai

Ye paani hai ye aag hai
Ye khudi likhi kitaab hai
Pyaar ki khuraak si hai Piku!
Subah ki dhoop pe isi ki dastkhat hai

Lamhe Guzar Gaye Lyrics - PIKU | Anupam Roy

Lamhe Guzar Gaye Lyrics from Piku: The song is sung, composed & written by Anupam Roy starring Deepika Padukone, Amitabh Bachchan & Irrfan Khan.
Singer: Anupam Roy
Music: Anupam Roy
Lyrics: Anupam Roy
Music On: Zee Music Company

Lamhe Guzar Gaye Lyrics

Lamhe guzar gaye
Chehre badal gaye
Hum thhe anjaani raahon mein
Pal mein rula diya
Pal mein hansa ke phir
Reh gaye hum bhi raahon mein

Thoda sa paani hai, rang hai
Thodi si chhaaon hai
Chubhti hai aankhon mein dhoop ye
Khuli dishaa hoon main
Aur dard bhi meetha lage
Sab faasle ye kam huve
Khwaabon se raste sajaane to do
Yaadon ko dil mein basaane to do

Lamhe guzar gaye
Chehre badal gaye
Hum thhe anjaani raahon mein

Thodi si berukhi jaane do
Thodi si zindagi..
Laakhon sawaalon mein dhoondu kya
Thak gayi ye zameen
Jo mill gaya ye aasmaan
Lo aasmaan se maangu kya

Khwabon se raste sajaane to do
Yaadon ko dil mein basaane to do

Lamhe guzar gaye
Chehre badal gaye
Hum thhe anjaani raahon mein
Pal mein rula diya
Pal mein hansa ke phir
Reh gaye hum bhi raahon mein

Lamhe guzar gaye... (x6)

Warna Gabbar Aa Jayega Lyrics - Manj Musik, Raftaar | Gabbar is Back

Warna Gabbar Aa Jayega Lyrics from Gabbar Is Back starring Akshay Kumar, This one is the theme song of Gabbar, the song has music produced by Manj Musik and Rap by Raftaar.
Singers: Manj Musik, Raftaar (Rap)
Music: Manj Musik
Lyrics: Manj Musik, Raftaar, BIG Dhillon
Music On: Zee Music Company


Warna Gabbar Aa Jayega Lyrics

Kitne aadmi thhe?

Karle jo bhi hai karna
Aakhir sabko hai marna
Thoda darr ke reh beta
Warna Gabbar aa jayega (x4)

Tera kya hoga Kaliya...?
he he :D

Karle jo bhi hai karna
Aakhir sabko hai marna
Thoda darr ke reh beta
Warna Gabbar aa jayega (x2)

Gabbar... Gabbar..
Warna Gabbar aa jayega
Gabbar... Gabbar..

Gabbar khush hoga
Ye comic book ya game nahi
Na spider hai na superman
Raaton ko sadko pe rakshak nikle
Gabbar sab se upar man
Gabbar jaise babbar sher
Sher chale toh geedad bhaage
Sher shikaar ye karta uska
Ghalat kaam kar note jo chaape

Pachas pachaas kos door
Jab koi rishwat leta hai
To sab kehte hain mat le
Warna Gabbar aa jayega

Bure kaam ka bura nateeja
Sudhar ja saale bole jeeja
Jo na sudhra seedha jahannum
Bina ticket tera lagega visa
Ghalati na kar, bacha le apna sar
Raat ko chain se sona hai toh Gabbar se darr

Karle jo bhi hai karna
Aakhir sabko hai marna
Thoda darr ke reh beta
Warna Gabbar aa jayega (x2)

Shabashi dega?
Gabbar Gabbar...

Karle jo bhi hai karna
Aakhir sabko hai marna
Thoda darr ke reh beta
Warna Gabbar aa jayega (x2)

Naam se Villain
Kaam se Hero... he he :D

Coffee Peetey Peetey Lyrics - Gabbar is Back

Coffee Peete Peete Lyrics from Gabbar Is Back starring Akshay Kumar and Shruti Haasan is a romantic song sung by Dev Negi & Paroma Das Gupta.
Singers: Dev Negi, Paroma Das Gupta
Music: Chirantan Bhat
Lyrics: Kumaar
Music On: Zee Music Company

Coffee Peetey Peetey Lyrics

Aankhein coffee peetey peetey mil rahi hain
Aankhein pyaar ke jhonkon se hil rahi hain
Aankhein pyaar ke dhaagon se sil rahi hain
Ye jo ho raha hai, accha lag raha hai
Nasha hai ye pehle pyaar ka (pehle pyaar ka..)
Asar ye naya hai, nazar ne kahaa hai
Palkon pe beth ja tu aa ke
Chaahe meri neend le ja chura ke

Saansein achaanak uchhalne lagi hain
Nazrein ye baatein ukalne lagi hain
Saansein achaanak uchhalne lagi
Nazrein ye baatein ukalne lagi
Dilchaspi khud pe yun din par din mujhpe badhne lagi hai

Ye jo ho raha hai
Accha lag raha hai
Nasha hai ye pehle pyaar ka (pehle pyaar ka..)
Asar ye naya hai, nazar ne kahaa hai
Palkon pe beth ja tu aa ke
Chaahe meri neend le ja chura ke

Aankhein coffee peete peete mil rahi hain
(mil rahi hain..)
Aankhein pyar ke jhonkon se hil rahi hain
(hil rahi hain..)

JUDAA LYRICS - Arijit Singh | Ishqedarriyaan

Tujhse Juda Judaa Lyrics from Ishqedarriyaan An intense love song sung by Arijit Singh, composed by Jaidev Kumar while lyrics of Tujhse Juda Judaa Lyrics are penned by Kumaar.
Singer: Arijit Singh
Music: Jaidev Kumar
Lyrics: Kumaar
Starring: Mahaakshay, Evelyn Sharma
Music Label: Zee Music Company

Judaa Lyrics

Aansuon ne nazar mein jagah banayi
Zindagi ka hissa bani tanhaai
Aansuon ne nazar mein jagah banayi
Zindagi ka hissa bani tanhaai
Poori hoke bhi poori na ho saki duaa

Tujhse judaa judaa huaa main judaa hua
Mujhse khafa khafa yahan mera Khuda hua (x3)

Kareeb se guzar gaya
Kyun mujhko tanha kar gaya
Kareeb se guzar gaya
Kyun mujhko tanha kar gaya
Khaali khaali dil mein ek dard aisa bhar gaya
Jiski kehte hain duniya mein koi nahi dawaa..

Tujhse juda juda huaa, main juda huaa
Mujhse khafa khafa yahan mera Khuda hua (x3)

Bewajah safar mein tha
Pal do pal nazar mein tha
Bewajah safar mein tha
Pal do pal nazar mein tha
Khamakha bhatak gaya
Accha bhala dil ghar mein tha
Kaise bin tere hogi ye zindagi bataa

Tujhse juda juda huaa, main juda huaa
Mujhse khafa khafa yahan mera Khuda hua (x3)

Mohabbat Buri Bimari Lyrics - Bombay Velvet

Mohabbat Buri Bimari Lyrics from Bombay Velvet‬ starring Ranbir Kapoor and Anushka Sharma. The song is sung by Shalmali Kholgade and music is produced by Mikey McCleary.
Singer: Shalmali Kholgade
Music Producer: Mikey McCleary
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Music Label: Zee Music Company


Mohabbat Buri Bimari Lyrics

Mohabbat buri bimari
ha aah..

Mohabbat buri bimari
Lagi tujhe toh teri zimmedari
Mohabbat buri bimari
Lagi tujhe toh teri zimmedari
Mohabbat buri bimari... ha!

mmm... ye beraham jisko kaate
Paani nahi daaru woh maange
Ghar se Khuda ko hataake
Mehboob ki tasveer taange
Lagti hai halki padti hai bhaari
Lagti hai halki padti hai bhaari
padti hai mmm.. padti hai mmm.. ha!

Mohabbat buri bimari
Lagi tujhe toh teri zimmedari
Mohabbat buri bimari
Lagi tujhe toh teri zimmedari
Mohabbat buri bimari... ha!

Ha choone se hoti nahi
Nazaron ke raste se aaye
Jhagda hai iska kal se
Masoom dil pe kabja jamaaye
Soorat se bholi neeyat shikari
Soorat se bholi neeyat shikari
neeyat shikari.. neeyat shikari.. ha!

Mohabbat buri bimari
Lagi tujhe toh teri zimmedari
Mohabbat buri bimari
Lagi tujhe toh teri zimmedari
Mohabbat buri bimari... ho!

Toh teri zimeedaari..
Mohabbat buri bimari!

STAND UP LYRICS - Manj Musik, Raftaar, BIG Dhillon | MTV Spoken Word

Stand Up Lyrics: An inspirational song produced by Manj Musik featuring Raftaar and BIG Dhillon, presented by MTV Spoken Word.
Singers: Raftaar (Rap), BIG Dhillon, Manj Musik
Music Producer: Manj Musik
Lyrics : Manj Musik, Raftaar, Big Dhillon
Presented by: Panasonic Mobile MTV Spoken Word
Music Label: Muzik 247


Stand Up Lyrics

Manj Musik

Jo teri hatheliyon mein nahi
wo khud bana laqeer
Jeb se fakeer hai toh kya hua
tu iraade kar ameer
Mehnat teri mashooq
Acchi soch teri Heer
Kismat ko gaali na de
Tere haath mein teri taqdeer

Stand Up - O duniya se lad ke dikha
Stand Up - Soya hua sher jaga
Stand Up - Koyle ko heera bana
Stand Up - Stand Up, Stand Up, Stand Up (x2)

Mere bhai, mere dost, mere yaar
Teri kaamyabi ka hai tu hi hai jimmedar
Kya karega Rab, khud na karega jab kuch
Ghar bethe nahi milne waali lambi car
Papa wala paisa nahi teri kamaai
Bhool ja unhone jitni aish karaai

9 vi mein bike, 10 vi mein mila phone
Uspe laga rahega banega ghar ka jamaai
Ramu kaka jaisa bas jeb mein hai paisa
Biwi ka patta gale mein tu kutte ke jaisa
Kuch na hoga bhonk ke na kuch hoga soch ke
Andar se sadega cheekhega balon ko noch ke
Chhod de tu sab, tu jaga le sud-budh
Kuch kar ke dikha de yaara mere khud
Aalas se bach tab sapne honge sach
Tera bhai Raftaar tujhe bole chal uth.. argh!

Stand Up - O duniya se lad ke dikha
Stand Up - Soya hua sher jaga
Stand Up - Koyle ko heera bana
Stand Up - Stand Up, Stand Up, Stand Up (x2)

Tu rakh hausla tu bande, waqt tera aayega
Khud ko tu kar le qaabil, Khuda mil jaayega
Khamoshi mein himmat bhar le
dekh khushi hai aage
Namumkin ko mumkin kar pani me aag laga de

Stand Up - O duniya se lad ke dikha
Stand Up - Soya hua sher jaga
Stand Up - Koyle ko heera bana
Stand Up - Stand Up, Stand Up, Stand Up (x2)

Main jeeta nahi darr ke
Jeeta naa mar mar ke
Tu karne ki soche jo
Hatt chuka main kar ke
Wo sote rahe ghar pe
Main aage badha lad ke
Rehta hai sawaar mera khoon mere sar pe
#Raa.. dhoondho dooja koi yahan meri tarah
Sab ne chaaha rokna, main badhta chala
Mujhe aage leke aayi meri kalaa
Main zalzalaa.. Everybody!

Stand Up - O duniya se lad ke dikha
Stand Up - Soya hua sher jaga
Stand Up - Koyle ko heera bana
Stand Up - Stand Up, Stand Up, Stand Up (x2)

Stand Up.. yeah
Raftaar.. stand up
BIG Dhillon..
It's yo boy.. stand up
Manj Musik!